Aagaaz karein Aao mp3 song download

Aaghaaz 2000

Free Aagaaz karein Aao mp3 song

We presents for now Aagaaz karein Aao mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.
Songs Download Play & Listen
Aagaaz karein Aao
Artist : Sonu Nigam
Save As
Aagaaz karein Aao Song Lyrics

Song Lyrics : Aaghaaz Karo
Song Lyrics Movie or Album: Aaghaaz (2000)
Singer(s): Sonu Nigam


Lyrics

tujhe kasam hai rukna nahi
kisi ke aage jhukna nahi
jo kal karna hai aaj kare
ye jang agar ladani hai to aao mil ke aagaaz karein
aagaaz karein - 2 aao mil ke aagaaz karein
aagaaz.....

khaamosh zubaan bojhal aankhein, mushkil mein jaan sehami saansein
saare chehare hain dare dare, zinda hain lekin mare mare
aise gehare sannaate mein, unchi apani aawaaz karein
wo kaun hai jo aagaaz karein, aao mil ke aagaaz.......

jo bhid mein tanha chalata hai, sabse aage woh nikalata hai
jo kadi dhup mein jalata hai, woh thandi chhaanv mein palata hai
jo hota sachcha abhimaani, woh deta hai har qurabaani
ye duniya us pe naaz karein, jo badhkar aage aagaaz karein
aao mil ke aagaaz.......

ek akeli mauj samandar se kaise takaraayegi
chattaano se takara ke aandhi waapas aa jaayegi
hum mil ke saath chalenge toh sailaab naya ik laayenge
is aasmaan ko jhukaayenge, ik saath chalo parawaaz karein
aao mil ke aagaaz.......


Posted by: {Anamika Tyagi}

Aagaaz karein Aao Video Song

Video is not available for this song yet.

Recent Tags : Aagaaz karein Aao mp3 song download, Aagaaz karein Aao song lyrics, Aagaaz karein Aao Hindi Lyrics, Lyrics Aagaaz karein Aao , Aagaaz karein Aao hindi movie songs, Aagaaz karein Aao bollywood songs, Aagaaz karein Aao bollywood songs lyrics Download Aagaaz karein Aao mp3 song