Song lyrics title : Saajana Song lyrics movie : Pappu Cant Dance Saala (2011) singer : Shreya Ghoshal Lyricist : Amitabh Bhattacharya, Saurabh Shukla Music Director : Malhar Patekar Film Director : Saurabh Shukla Film Producer : Ravindra Singh, Sameer Nair
mp3 songs lyrics
sakhiya kyu bole kano me kadvi bhasha sapna hai jhuta tera jhuti hai aasha sakhiya ye bole tera pardeshi saiya na wo ghar lotega na wo thamega baiya jag chahe jo bole mai dil se kyu lagau re sajna ke rang me sajni banke mai rang jau sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna re sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna re

sajna pardesh gaye do naina nir bahau kyu mai sakhiyo ki batiya jhuti sunke shok manau kyu mai sajna ke satrangi sapne pe mai balihari jau ro dhoke sajna ke sapno se rang churau kyu mai dil ki hi boli bolu sajna ko mai na tolu sajna hai mere sajna ki mai holu jag chahe jo bole mai dil se kyu lagau re sajna ke rang me sajni banke mai rang jau sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna re sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna re
sajna ji se hai mera man se man ka aisa nata rahta jis desh me bhi ho mera sajna wo kahlata donoke bich jitni bhi ho duri ghabrau kyu mai ankhiya mundu to man me mukhda uska hi khil jata kyu na bindiya chamkau kyu na payal chhankau sajna ki dhun me wari wari jau jag chahe jo bole mai dil se kyu lagau re sajna ke rang me sajni banke mai rang jau sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna re sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna re
Posted by : {Anju}
|