Song Lyrics Title : Maula mere tu humsafar Song Lyrics Movie : Dr Cabbie 2014 Singers : Mustafa Zahid Song Lyricists : Raghava Dutt, Rakesh Kumar (Kumaar) Music Composer : Mustafa Zahid Director : Jean-Francois Pouliot Music Label : Eros Music Starring : Kunal Nayyar, Isabel Kaif, Vinay Virmani, Adrianne Palicki, Lillete Dubey, Mircea Monroe, Lilly Singh Release on : 19th September, 2014
mp3 songs
Ho ho ho.. Ho ho ho..
Maula mere tu humsafar Baaki yahaan saathi kahaan Pairon main hai teri zameen Ser pe tera aasmaan O ho chal pada main toh chal pada Main toh chal pada, main chala Na nana na Na nana na Na nana na na re na..
Maula mere tu humsafar Baaki yahaan saathi kahaan Pairon main hai teri zameen Ser pe tera aasmaan O ho chal pada main toh chal pada Main toh chal pada, main chala Na nana na Na nana na Na nana na na re na..
Maana jeene ko kuch nahin Phir bhi khush hai ye zindagi Sach honge apne khawab yeh Aakhon ko itna hai yakeen Aakhon ko itna hai yakeen
Maula mere teri nazar yuhi rahe, meherbaan Pairon mein hai teri zameen Ser pe tera aasmaan O ho chal pada main toh chal pada Main toh chal pada main chala Na nana na Na nana na Na nana na na re na..
Mushkil ho chaahe raasta Kar lenge tai hum faasla Kadmon ko mil hi jaayegaa Manzil ka jo bhi hai pataa Manzil ka jo bhi hai pataa
Maula mere yeh zindagi Teri hi toh hai daastaan Pairon mein hai teri zameen Ser pe tera aasmaan O ho chal pada main toh chal pada Main toh chal pada main chala Na nana na Na nana na Na nana na na re na.. O ho chal pada main toh chal pada Main toh chal pada main chala Na nana na Na nana na Na nana na na re na..
Posted by : {Anamika Tyagi}
|