Song Lyrics Title = Tumhari Palkon Ki Chilman Me Kya Song Lyrics Movie = Nakhuda (1981) Singers = Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam Director = Dilip Naik Music Label = Saregama Starring = Raj Kiran, Swaroop Sampat, Javed Khan, Madan Puri, Kulbhushan Kharbanda
mp3 songs
Tumhari palko ki chilmano me Ye kya chupa hai sitare jaisa Hasin hai ye hamare jaisa Sarir hai ye tumhare jaisa Tumhare khwabo ke ayine me Ye kya chupa hai hamare jaisa Jawan hai ye hamare jaisa Hasin hai ye tumhare jaisa
Tumhari baho me chupke hamne Tumhi ko tumse chura liya hai Tumhari baho me chupke hamne Tumhi ko tumse chura liya hai Churane wale ke hath hamne Jo kho diya tha wo pa liya hai Tumhare hotho ki khamoshi ne Ye kya chupa hai isare jaisa Hasin hai ye hamare jaisa Sarir hai ye tumhare jaisa
Naye musafir ke kon hai hum Maye musafir ko ye bata do Naye musafir ke kon hai hum Maye musafir ko ye bata do Wo tumse khud hi karega bate Karib aage ise jaga do Tumhari sarmili sokhiyo me Ye kya chupa hai sarare jaisa Tumhare khwabo ke ayine me Ye kya chupa hai hamare jaisa Jawan hai ye hamare jaisa Hasin hai ye tumhare jaisa....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|