Song Lyrics Title = Hans Tu Hardam I Movie/album = Lootmaar (1980) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Amit Khanna Music Director = Rajesh Roshan Director = Dev Anand
Mp3 Songs Lyrics
((Hans tu hardam Khushiya ya gam Kisi se darna nahi Dar dar ke jina nahi Hans tu hardam Khushiya ya gam Hans tu hardam Khushiya ya gam Kisi se darna nahi Dar dar ke jina nahi Kisi se darna nahi Dar dar ke jina nahi Hans tu hardam Khushiya ya gam Kisi se darna nahi Dar dar ke jina nahi Hans tu hardam Khushiya ya gam...
Ji ye kaisa darna hai Hans kar use Mar bhagayenge Bhagwan ne Dip jo jalaye hai Wo dip nahi bhuj payenge Himmat walo se Kabhi takraya na kare Hans tu hardam Khushiya ya gam Kisi se darna nahi Dar dar ke jina nahi Hans tu hardam Khushiya ya gam...
Jisko khuda ka khof nahi Insan nahi saitan hai wo Jannat usiko milti hai Insaf ke liye kurbanho jo Masumo ko tum Kabhi uksaya na karo Hans tu hardam Khushiya ya gam Kisi se darna nahi Dar dar ke jina nahi Hans tu hardam Khushiya ya gam Hans tu hardam Khushiya ya gam Hans tu hardam Khushiya ya gam...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|