Song Lyrics Title = Kashmir Ki Kali Song Lyrics Movie = Junglee (1961) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Hasrat Jaipuri Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Director = Subodh Mukherjee Music Label = Saregama Starring = Shammi Kapoor, Saira Banu, Shashikala Release on = 1st January, 1961
mp3 songs
Kashmir ki kali hoon mein Mujhse na rootho babuji Murjha gai too phir na milungi Kabhi nahi Kabhi nahi Kabhi nahi
Are kashmir ki kali hoon mein Mujhse na rootho babuji Murjha gai too phir na khilungi Kabhi nahi Kabhi nahi Kabhi nahi
Rangat meri baharo mein Dil ki aag chanaro mein Rangat meri baharo mein Dil ki aag chanaro mein Kuch to hum se baat karo in behki gulzaro mein Kuch to hum se baat karo in behki gulzaro mein
Kashmir ki kali hoon mein Mujhse na rootho babuji Murjha gai too phir na khilungi Kabhi nahi Kabhi nahi Kabhi nahi
Are kashmir ki kali hoon mein Mujhse na rootho babuji Murjha gai too phir na khilungi Kabhi nahi Kabhi nahi Kabhi nahi
Pyar pe gussa karte ho Tera gussa hum ko pyaar hai Pyar pe gussa karte ho Tera gussa hum ko pyaar hai Yehi ada ko katil hai Jisne humko mara hai Yehi ada ko katil hai Jisne humko mara hai
Kashmir ki kali hoon mein Mujhse na rootho babuji Murjha gai too phir na khilungi Kabhi nahi Kabhi nahi Kabhi nahi
Are kashmir ki kali hoon mein Mujhse na rootho babuji Murjha gai too phir na khilungi Kabhi nahi Kabhi nahi Kabhi nahi....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|