Song Lyrics Title = Marta Hai Koi Toh Movie/album = Chambal Ki Kasam (1979) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Sahir Ludhianvi Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam Director = Ram Maheshwari Starring = Raaj Kumar, Shatrughan Sinha, Moushumi Chatterjee Release on = 8th August, 1980
Mp3 Song Lyrics
((Marta hai koi to mar jaaye Marta hai koi to mar jaaye Hum apna nishana kyun chhode Hum apna nishana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna Dilwale bachaye dil apna Hum teer chalana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna
Majbur na ho to ishk hi Kya majbur na ho to ishk hi kya Magrur na ho to husn hi kya Tum humko manana kyun chhodo Hum tumko satana kyun chhode Hum tumko satana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna
Jo humko nasihat karte hai jo Humko nasihat karte hai Wo apna zamana dekh chuke dekh chuke Hum par bhi jawani aayi hai Hum par bhi jawani aayi hai Hum apna zamana kyun chhode Hum apna zamana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna
Duniya to hamare saamne hai Duniya to hamare saamne hai Jannat ka pata kya hoke na ho Jaannt mein chupi daulat ke liye Duniya ka khajana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|