Song Lyrics Title = Samandar Samandar Song Lyrics Movie = Barood Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Anand Bakshi Music Composer = Sachin Dev Burman Music Director = Sachin Dev Burman Director = Pramod Chakravorty Music Label = Polydor Starring = Rishi Kapoor, Reena Roy Release on = 2nd January, 1976
mp3 songs
Samundar samundar yaha se waha tak Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak Mere meharba meri had hai kaha tak Yaha tak, yaha tak, yaha tak Samundar samundar yaha se waha tak Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak Mere meharba meri had hai kaha tak Yaha tak to yaha tak achhchha yaha tak
Mai karti hu wada uthati hu kasme Ye bulbul rahengi sada tere bas me Mai karti hu wada uthati hu kasme Ye bulbul rahengi sada tere bas me Mujhe kaid karte ho kyu is tapas me Mai udkar bhi jaungi aakhir kaha tak Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak Mere meharba meri had hai kaha tak Yaha tak bolo yaha tak, yaha tak
Mohabbat se ye kah rahi hai jawani Sitam ho chuke ab karo meharbani Mohabbat se ye kah rahi hai jawani Sitam ho chuke ab karo meharbani Hansi pyar ki koi chhedo kahani Chali aayi hai bat dil ki zuba tak Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak Mere meharba meri had hai kaha tak Yaha tak, yaha tak, yaha tak Samundar samundar yaha se waha tak Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak Mere meharba meri had hai kaha tak Achhchha yaha tak, yaha tak, yaha tak.
Posted by : Priyanka Shukla
|