Song Lyrics Title : Is jeevan ki yehi Song Lyrics Movie : Alag Alag 1985 Singers : Lata Mangeshkar Song Lyricists : Anand Bakshi Music Composer : Rahul Dev Burman Director : Shakti Samanta Music Label : T-Series
mp3 songs
Dur bahut dur bahur dur Aasaman pe rahta hai ek jadughar Kya kya khel dikhata hai Kabhi hume hasata hai Kabhi hume rulata hai
Is jivan ki yahi hai kahani O is jivan ki yahi hai kahani Is jivan ki yahi hai kahani Aani jaani ye duniya Bahte dariya ka paani
Is jivan ki yahi hai kahani Is jivan ki yahi hai kahani Aani jaani ye duniya Bahte dariya ka paani
Phool khile khil ker murjaye Deep jale jhal jhal ker bhuj jaye Is bagiya ki reet yahi hai Ek ruth aaye ek ruth jaye Kaise badle reet purani Kaise badle reet purani Aani jaani ye duniya Bahte dariya ka paani
Is jivan ki yahi hai kahani Is jivan ki yahi hai kahani Aani jaani ye duniya Bahte dariya ka paani
Aane wala pal kahta hai Jaane wala pal kahta hai Kon raha hai kon rahega Kon humesa kab rahta hai Rah jati hai yaad nishani Rah jati hai yaad nishani Aani jaani ye duniya Bahte dariya ka paani
Is jivan ki yahi hai kahani Is jivan ki yahi hai kahani Aani jaani ye duniya Bahte dariya ka paani
Jism ki maut se fir kya darna Is mitti ka hum kya kerna Duniya me sab ko na jane Kitni baar hai jeena marna Maut ke baad hai fir jindagani Maut ke baad hai fir jindagani Aani jaani ye duniya Bahte dariya ka paani
Is jivan ki yahi hai kahani Is jivan ki yahi hai kahani Aani jaani ye duniya Bahte dariya ka paani O bahte dariya ka paani..
Posted by : {Anamika Tyagi}
|