Song Lyrics Title : Bura Suno Na Bura Kaho Song Lyrics Movie : Nai Zindagi (1951) Singer:Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, Asha Bhosle Lyricist:Prem Dhawan Music Director:Chitragupt Film Director:Dada Pathare
mp3 songs
akad bakad bamba bo assi nabbe pura sau akad bakad bamba bo bura suno na bura kaho juth kabhi jo bole na vo bacha sabse pyara akad bakad bamba bo bura suno na bura kaho juth kabhi jo bole na vo bacha sabse pyara akad bakad bamba bo bura suno na bura kaho
ham chote se jugnu jo rato ko chamkaye dur kare andhiyara jagmag deep jalate jaye koi jo rasta bhul gaya ho usko rasta dikhaye akad bakad bamba bo bura suno na bura kaho juth kabhi jo bole na vo bacha sabse pyara akad bakad bamba bo bura suno na bura kaho
ek amabar ek dharti hai desh bhi ek tumhara phul hai ham sab ek chaman ke rang hai nayara nayara ek amabar ek dharti hai desh bhi ek tumhara phul hai ham sab ek chaman ke rang hai nayara nayara naam na puche dhaam na puche har koi hamse pyara akad bakad bamba bo bura suno na bura kaho juth kabhi jo bole na vo bacha sabse pyara akad bakad bamba bo bura suno na bura kaho
gyan ka dhan hai acha ye dhan badta hi jaye na koi daku lute isko na koi chor churaye gyan ka dhan hai acha ye dhan badta hi jaye na koi daku lute isko na koi chor churaye khel khud me samay jo khoye jivan bar pachtaye akad bakad bamba bo bura suno na bura kaho
Posted by: {Anju}
|