Song Lyrics Title = Charan Tumhare Phool Hamare Song Lyrics Movie = Narsingh Avatar (1949) Film cast = Laxman, Shobhana, Mahipal, Tiwari, Hari Shivdasani, Kamal Singer = Lata Mangeshkar Lyricist = Narendra Sharma Music Director = Vasant Desai Film Director = Sohrab Modi
mp3 songs
charan tumhare phul hamare charan tumhare phul hamare hum balak tum palan hare phul hamare
sukhi na jan jo parbhu ko bhule parbhu ko bule suraj bin jyu kamal na phule pran bina tan kate ka rahte pran tumhare sahare phul hamare charan tumhare phul hamare hum balak tum palan hare phul hamare
shul phul bante jiwan me narayan baste jab man me jyoti pujari hote hai jab aate dukh ke bin andhiyare phul hamare
ghat ghat wadi me prem parkashi prem parkashi ajar amar parbhu ji tum avinashi nam tumhara rahe adhar par pal chin nish din shyam sakha re phul hamare charan tumhare....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|