Song lyrics title : Raaz Ki Baat Keh Doon To Song lyrics movie : Dharma 1973 Singer : Asha Bhosle & Mohammad Rafi Music: Sonik Omi
mp3 songs lyrics
ye khushi ye mehfil aur jo naya andaaz hai samajhne waalon hmm.. samajh lo is mein bhi ik raaz hai
raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein jaane mehfil mein phir kya ho
raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein phir kya ho
raaz khulne ka tum pehle ho..ho.. raaz khulne ka tum pehle zara anjaam soch lo
ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein phir kya ho
zabaan pe baat jo aayi kabhi rukti nahi hai kabhi rukti nahi hai uth gayi aankh jo ik baar wo jhukti nahi hai arre jhukti nahi hai
ummeedon ka kabhi na saamne main khoon hone doon haqeeqat ko chhupaungi to wo chhupti nahi hai
jo barson se chhupi dil mein use hontho pe aane do jo barson se chhupi dil mein use hontho pe aane do
raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mehfi mehfil� jaane mehfil mein phir kya ho
uthe aankhen jo mehfil mein wo aankhen phod ke rakh doon wo aankhen phod ke rakh doon badhe jo haath to us haath ko main tod ke rakh doon meri jaan tod ke rakh doon
jo nawakif hain mujhse aaj un se ja ke ye keh do zubaan pe raaz aaya to zubaan ko mod ke rakh doon
khushi se koi jeeta hai khushi se us ko jeene do khushi se koi jeeta hai khushi se us ko jeene do ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do
khushi ko chheen kar teri nazar se door kar doon arre haan door kar doon tujhe main aahen bharne ke liye majboor kar doon haan main majboor kar doon
yahaan badnaam kar doon wahaan mashoor kar doon zabaan khul jaaye gar meri to chaknachoor kar doon
zara afsaane ka pehle pata lagne do duniya ko zara afsaane ka pehle pata lagne do duniya ko
raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein jaane mehfil mein jaane mehfil mein phir kya ho
ye suraj chaand aur taare chale mere isharon par chale mere isharon par hukoomat hai meri dariya samandar aur kinaron par samandar aur kinaron par
main apne haathon se is duniya ki taqdeer likhta hoon magar phir taras aata hai tere jaise vicharon par
nahi paida hua koi jo roke meri raahon ko nahi paida hua koi jo roke meri raahon ko ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do
tumhaari jaat kya hai teri aukaat kya hai tumhaare kya iraade ye pehle tu bata de
husn ki maar buri hai ishq ki haar buri hai nazar ka teer jo chhodun teer ko aise todun
agar ghoonghat utha doon to main aankhen lada doon kamar ke dekh jhatke idhar bhi dekh palat ke
tu mujh ko na pehchaane mujhe bhi tu na jaane badan mera hai kundan mera dil bhi chandan
main chandan ki khushboo hoon main chandan main chandan main chandan hoo ba hoo hoon
ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do
|