Labon Ka Karobaar Songs

Labon Ka Karobaar Music
Explore music information for Labon Ka Karobaar, including available song details, lyrics, audio and saved YouTube videos.
| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| Labon Ka Karobaar Sponsored · Derben Clove | Save As | |
| Labon Ka Karobaar Artist: Latest | Save As |
Labon Ka Karobaar Lyrics
Movie/album = Befikre (2016)
Singers = Angaraag Mahanta (Papon)
Song Lyricists = Jaideep Sahni
Music Director = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Director = Aditya Chopra
Mp3 Song Lyrics
((Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le
Ishq jee le
Ishq labon ka karobaar
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Dhoop mein ishq chaaon
Dard mein aaraam
Makhmali har raat
Sharbati har shaam
Ishq ka leke naam
Dil se nikle salaam
Na chhupa na dabaa
Hoja tu belagaam
Ishq bina teri shaamein
Khaali khanakte jaam
Ishq karam se raatein
Jo na chamakte chaand
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le
Ishq jee le
Ishq labon ka karobar
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali huaa aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Ishq labon ka karobaar..))
Posted by : {Sandhya Kanojiya}
Labon Ka Karobaar YouTube Video
Saved YouTube video is not available for this song yet.
Recent Tags: Labon Ka Karobaar songs, Labon Ka Karobaar movie music, Labon Ka Karobaar artists


