Song Lyrics Title : Tujhe Dil Ki Bat Song Lyrics Movie : Main Sundar Hoon 1971 Singer : Lata Mangeshkar Music By : Shankar Jaikishan Lyricist : Anand Bakshi
mp3 songs
tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi kisi ko bata degi tu kahani bana degi tu tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi kisi ko bata degi tu kahani bana degi tu
is radha ne kheli apne shaam se holi bhi is radha ne kheli apne shaam se holi bhi holi kya sapane me kheli aankh micholi bhi tujhe mai ye khel sikha du nahi nahi nahi nahi kisi din daga degi tu kisi ko bata degi tu kahani bana degi tu tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi kisi ko bata degi tu kahani bana degi tu
apni julfo se apni jajnir banayi hai apni julfo se apni jajnir banayi hai maine khayalo me koi tasveer banayi hai tujhe vo tasveer dikha du nahi nahi nahi nahi kisi din daga degi tu kisi ko bata degi tu kahani bana degi tu tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi kisi ko bata degi tu kahani bana degi tu
Posted by: {Anju}
|