Song Lyrics Title = Tum Hi Ho Mata Pita Song Lyrics Movie = Main Chup Rahungi (1962) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Rajendra Krishan Music Composer = Chitragupta Shrivastava Director = A. Bhimsingh Music Label = Saregama Starring = Meena Kumari, Sunil Dutt
mp3 songs
Tumhi ho mata pita tumhi ho tumhi ho bandhu sakha tumhi ho Tumhi ho mata pita tumhi ho tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
tumhi ho saathi tumhi sahaare koi na apna siwa tumhaare aaa aaa tumhi ho saathi tumhi sahaare koi na apna siwa tumhaare tumhi ho naiyya tumhi khewayya tumhi ho bandhu sakha tumhi ho Tumhi ho mata pita tumhi ho tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
jo khil sake na wo phool ham hain tumhaare charnon ki dhool ham hain aaa aaa jo khil sake na wo phool ham hain tumhaare charnon ki dhool ham hain daya ki drishti sadaa hi rakhna tumhi ho bandhu sakha tumhi ho Tumhi ho mata pita tumhi ho tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|