Song Lyrics Title = O Kanhaiya Aaj Aana Song Lyrics Movie = kanhaiya (1959) Singer = Lata Mangeshkar Lyricist = Hasrat Jaipuri, Shailendra Music Director = Dattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal Film Director = S N Tripathi Film Producer = Amrit Kapahi, Pachhi
mp3 songs
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me apni radha ko gale se tu lagana khvab me o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me apni radha ko gale se tu lagana khvab me
nain hamare tera mandir aur ye dil aarti aur ye dil aarti le gayi hai dil hamara teri surat savari teri surat savari kah rahi hai gungunakar man ki koyal bavari man ki koyal bavari o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me apni radha ko gale se tu lagana khvab me
jab suhani sham aaye yad aaye shaam ki yaad aaye shaam ki jap rahi hun prem mala mai tumhare nam ki mai tumhare nam ki tum nahi meri vyakul zindagi kis kam ki o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me apni radha ko gale se tu lagana khvab me
aaj palako ke jharokho mai bula lungi tujhe mai bula lungi tujhe dil ke sihasa pe mohan mai bitha lungi tujhe mai bitha lungi tujhe dono aankhe mich lungi aur chupaa lungi tujhe o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me apni radha ko gale se tu lagana khvab me o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|