Song Lyrics Title = Na To Dard Gaya Na DSava Mili Song Lyrics Movie = Kali Topi Lal Rumal (1959) Singer = Lata Mangeshkar Lyricist = Majrooh Sultanpuri Music Director = Chitragupta Film Director = Tara Harish Film Producer = Jatan Chitra
mp3 songs
ja ke hum ab to har ek dar pe, sada karte hai jinki takdir bigad jati hai, kya karte hai na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana
pahuche jaha bhi hum to, laut aaye har ke aye dil pukar dekha, ek ek dwar pe pahuche jaha bhi hum to, laut aaye har ke aye dil pukar dekha, ek ek dwar pe sabse kaha piya dard magar na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana
mandir maszid me jake, ki hai fariyad bhi milta jawab to kya, aayi na aawaz bhi mandir maszid me jake, ki hai fariyad bhi milta jawab to kya, aayi na aawaz bhi mangi dua maine lahk magar na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana
aisa ye gum bhi nahi, koi pahchan le aisa wo kon hai jo, dukh mera jan le aisa ye gum bhi nahi, koi pahchan le aisa wo kon hai jo, dukh mera jan le chani gali chana sara nagar na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|