Song Lyrics Title = Mere Tumhare Beech Mein Song Lyrics Movie = Jhuk Gaya Aasman (1968) Singer = Lata Mangeshkar Music Director = Shankar Jaikishan Lyricist = Shailendra
Mp3 Song Lyrics
((mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar nis din rahe khyalo me tum ab ho jaao ujagar ab aan milo sajna, ab aan milo sajna sajna mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar nis din rahe khyalo me tum ab ho jaao ujagar ab aan milo sajna, ab aan milo sajna sajna...
aaya madmata sawan, fir rimjhim ki rut aayi fir man ki baji sahnayi, fir preet ne li angdhayi aaya madmata sawan, fir rimjhim ki rut aayi fir man ki baji sahnayi, fir preet ne li angdhayi mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar nis din rahe khyalo me tum ab ho jaao ujagar ab aan milo sajna, ab aan milo sajna sajna...
mai man ko lakh manau, mane na man matwala ab aake tumhi samjao, maine ab tak bahut sambhala mai man ko lakh manau, mane na man matwala ab aake tumhi samjao, maine ab tak bahut sambhala mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar nis din rahe khyalo me tum ab ho jaao ujagar ab aan milo sajna, ab aan milo sajna sajna...
saj dhaj ke khadi mai kabse doli leker aa jao us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao saj dhaj ke khadi mai kabse doli leker aa jao us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar nis din rahe khyalo me tum ab ho jaao ujagar ab aan milo sajna, ab aan milo sajna mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar nis din rahe khyalo me tum ab ho jaao ujagar ab aan milo sajna, ab aan milo sajna...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|