Song Lyrics Title = Nazar Mein Rang Movie/album = Jawan Mohabbat (1971) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Hasrat Jaipuri Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Director = Bhappi Sonie
Mp3 Song Lyrics
((Nazar me rang aur masti bhara tufan leke Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Nazar me rang aur masti bhara tufan leke Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki...
Dhua dhua ye fizaye hume bulati hai Dhua dhua ye fizaye hume bulati hai Ye thandi thandi hawaye hame bulati hai Ye thandi thandi hawaye hame bulati hai Sabhi ko bha gayi ab khair ho jawani ki Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Nazar me rang aur masti bhara tufan leke Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki...
Diya paiyam hume mad bhare najaro ne Diya paiyam hume mad bhare najaro ne Kiya salam hume jhumati baharo ne Kiya salam hume jhumati baharo ne Diye jala gayi ab khair ho jawani ki Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Nazar me rang aur masti bhara tufan leke Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki...
Kisi ke vaste dil bekarar rehta hai Kisi ke vaste dil bekarar rehta hai Koi to aayega ye intzaar rehta hai Koi to aayega ye intzaar rehta hai Wafa si chha gayi ab khair ho jawani ki Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Nazar me rang aur masti bhara tufan leke Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki Nazar me rang aur masti bhara tufan leke Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|