Song Lyrics Title : Ek Tha Raja Ek Thi Rani Song Lyrics Movie : Hariyali Aur Raasta (1962) Singer : Lata Mangeshkar
mp3 songs
ek tha raja ek thi rani aao sunao unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunao unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunao unki kahani
the wo bachpan ke sathi ek duje ke diwane khela karte the milkar milkar gate the gane milkar gate the gane din the wo ujale rat thi suhani aao sunao unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunao unki kahani
wo ude badslo ke sang wo inderdhaus pe jhule pariyo ke desh me pahunche wo is dunia ko bhule wo is dunia ko bhule bat hai kal ki par hai purani aao sunao unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunao unki kahani
ik din dono ne milkar kagaj ki naaw bahayi wo naw bahi dam bhar ko phir jor ki andhi ayi phir jor ki andhi ayi naw to kho gayi bah gaya pani aao sunao unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunao unki kahani ek tha raja ek thi rani ek tha raja ek thi rani
|