Song Lyrics Title = Yeh Kaisa Nyay Tera Song Lyrics Movie = Chhoti Bahen 1959 Singer = Lata Mangeshkar Music Director = Shankar Jaikishan Song Lyricists = Shailendra
Mp3 Song Lyrics
((ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera kisi ko di nigah rah chhin li kisi ko rah di nigah chhin li kisi ko di nigah rah chhin li kisi ko rah di nigah chhin li ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera...
takdir hamse ruthi apne hue paraye takdir hamse ruthi apne hue paraye jane kaha chale hai jane kaha se aaye charo taraf andhera barbadiyo ne ghera kisi ko di nigah rah chhin li kisi ko rah di nigah chhin li ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera...
hamne na haye jana sukh chain kya khushi kya hamne na haye jana sukh chain kya khushi kya hai rat umar bhar ki andho ki jindagi kya dil puchta hai mera hai kaun ye lutera kisi ko di nigah rah chhin li kisi ko rah di nigah chhin li ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|