Song Lyrics Title = Kali Anar Ki Song Lyrics Movie = Chhoti Behan 1959 Singer = Lata Mangeshkar, Manna Dey Music Director = Shankar Jaikishan Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Mp3 Song Lyrics
((o kali anaar ki na itna sataao pyaar karne ki koi rit bataao o gunche gulaab ke na batiya banaao pahale kisi ko dil me bithaao o kali anaar ki na itna sataao pyaar karne ki koi rit bataao o gunche gulaab ke na batiya banaao pahale kisi ko dil me bithaao...
ankhiya gulaabi rangi shabaab hamko pilaaye pyaar ki sharaab padh lo hamaare dil ki kitaab isme likha hai pyaar ka javaab bhari bahaar me shor na machaao pyaar ka usul hai ghar me bulaao o kali anaar ki na itna sataao pyaar karne ki koi rit bataao...
kar lo kabhi to hans ke do baate kaate kate na biraha ki ye raate aaoge jis din le ke baaraat de denge haatho me ye haath kisi ke pyaar ko pyaar se sajaao jivan bhar kaa saath nibhaao o kali anaar ki na itna sataao pyaar karne ki koi rit bataao...
dil ka bhanvra tum par nisaar mere chaman ki tu hai bahaar batiya tumhaari ras ki phuhaar hamne suni dil gaye haar kisi ki khwab me jhum ke to aao chhoti-chhoti baato par ji na jalaao o kali anaar ki na itna sataao pyaar karne ki koi rit bataao o gunche gulaab ke na batiya banaao pahale kisi ko dil me bithaao o kali anaar ki na itna sataao pyaar karne ki koi rit bataao...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|