Song Lyrics Title = Haseeno Ki Duniya Khudgarz Hai Song Lyrics Movie = Be-Reham Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Verma Malik Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Music Director = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Director = Raghunath Jhalani Music Label = Saregama Starring = Brahm Bhardwaj, Urmila Bhatt, Moushumi Chatterjee, Helen, Sanjeev Kumar Release on = 1st August, 1980
mp3 songs
Kahne ko to hum jawaniyo ke khawab hai Nazo ada me khelte sabab hai Rang hai, bahar hai Gulab hai, jawab nahi koi Lajawab hai lakin Hasino ki duniya khudgarj hai Hasino ki duniya khudgarj hai Itna kahna mera farj ahi Adavarj hai, adavarj hai Hasino ki duniya khudgarj hai Itna kahna mera farj ahi Adavarj hai, adavarj hai Adavarj hai
Jo ek bar dil inse takraye ga Vo inko barso bhula payega Inhe pyar karna bada hai gunah Inhe pyar karna bada hai gunah Khuda hi bachaye khuda ki panah Khuda hi bachaye khuda ki panah Khudgarj hai, khudgarj hai Itna kahna mera farj ahi Adavarj hai, adavarj hai Ye nagame hai kanjar ye katil ada Lut jao ge inse bachna jara, bachna jara Hai fitrat meri thi likh sitam Rahm dil ke badale me hai berahm Hasino ki duniya khudgarj hai Itna kahna mera farj ahi Adavarj hai Hasino ki duniya khudgarj hai Itna kahna mera farj ahi Adavarj hai adavarj hai Adavarj hai adavarj hai Adavarj hai.
Posted by : Priyanka Shukla
|