Song Lyrics Title = Ye ishq dank bichua ka Song Lyrics Movie = Batwara Singers = Ila Arun, Lata Mangeshkar Song Lyricists = Hasan Kamal Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Music Director = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Director = J.P. Dutta Music Label = Venus Records Starring = Dharmendra, Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Poonam Dhillon, Amrita Singh, Shammi Kapoor, Mohsin Khan Release on = 14th July, 1989
mp3 songs
Ye ishq dunh Bichua ka are isse ram bachaye Iska jahar na utre hai rab Sar patak patak mar jaye
Ye ishq dunh Bichua ka are isse ram bachaye Ye ishq dunh Bichua ka are isse ram bachaye Iska jahar na utre hai rab Sar patak patak mar jaye Ye ishq dunh Bichua ka are isse ram bachaye Iska jahar na utre hai rab Sar patak patak mar jaye Ho rama nain mile jiyra Ye ishq dunh bichua ka
Preet agan me badi jalan hai Mai to thi anjani Mai to thi anjani Ja sajan ke ang lagi Or jalne lagi jawani Baid hakim sayane Hamare kuch bhi kam na aaye Ye ishq dunh Bichua ka are isse ram bachaye Iska jahar na utre hai rab Sar patak patak mar jaye Ye ishq dunh bichua ka
Chanda suraj phul Sitare uska mukhda dekhu Chanda suraj phul Sitare uska mukhda dekhu Ho gayi ab to prem diwani Lok laz kya dekhu Utna uska pyar Badhe re wo jitna tadpaye Ye ishq dunh Bichua ka are isse ram bachaye Iska jahar na utre hai rab Sar patak patak mar jaye Ye ishq dunh bichua ka.
Posted by : Priyanka Shukla
|