Song Lyrics Title : Aaj Mane Na Mora Jiya Song Lyrics Movie : Badal (1951) Singer: Lata Mangeshkar
mp3 songs
aaj maane aaj maane naa moraa jiyaa thumak thumak naache saawan ka mausam suhaana ho saawan ka mausam suhaana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laaye khushi ka khazaana ho saawan ka mausam suhaana
unka aana hua gham ka jaana huaa unka aana hua gham ka jaana huaa kaise baandhe nazar dil nishaana hua dil nishaana hua aaj maane aaj maane na moraa jiya thumak thumak naache saawan ka mausam suhaana ho saawan ka mausam suhaana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laaye khushi ka khazaana ho saawan ka mausam suhaana
main yahaan hoon magar dil tere paas hai ho dil tere paas hai ho dil tere paas hai main yahaan hoon magar dil tere paas hai tu ho chaahe jahaan tu mere paas hain tu ho chaahe jahaan tu mere paas hain aaj maane aaj maane na moraa jiya thumak thumak naache saawan ka mausam suhaana ho saawan ka mausam suhaana dekho aye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laaye khushi ka khazaana ho saawan ka mausam suhaana
mere armaan ye ab nahin maante mere armaan ye ab nahin maante main hoon unki magar wo nahin jaante wo nahin jaante aaj maane aaj maane na moraa jiya thumak thumak naache saawan ka mausam suhaana ho saawan ka mausam suhaana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laaye khushi ka khazaana ho saawan ka mausam suhaana
|