Song Lyrics Title : Om jai jagdish hare Song Lyrics Movie : Abdullah 1980 Singer : Lata Mangeshkar Music By : R D Burman Lyricist : Anand Bakshi
mp3 songs
om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat kshan mein dur kare om jai jagdish hare
maatpita tum mere sharan gahu me kiski prabhu sharan gahu me kiski tum bin aur naa duja prabhu bin aur naa duja aas karu main kiski
tum karuna ke sagar, tum paalan karta swami tum paalan karta main murat falkami main sevak tum swami krupa karo harta om jai jagdish hare
tum puran parmatma tum antaryaami, prabhu tum antaryaami paar brahma parmeshwar, paar brahma parmeshwar tum sabke swami om jai jagdish hare jai jagdish hare swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat daas jano ke sankat kshan me dur kare om jai jagdish hare..
Posted by : {Anamika Tyagi}
|