Song lyrics title = Tumko hamari umar lag jaye Song lyrics movie = Ayee Milan Ki Bela 1964 Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists =Hasrat Jaipuri Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Director = Mohan Kumar Starring =Rajendra Kumar, Saira Banu, Dharmendra Release =1st January, 1964
Mp3 Song Lyrics
Tumhen aur kyaa duun main dil ke sivaay Tum ko hamaari umar lag jaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye Tumhen aur kyaa duun main dil ke sivaay Tum ko hamaari umar lag jaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye
Muraaden ho puri, saje har tamanna Muhabbat ki duniya ke, tum chaand ban na Bahaaron ki manzil pe, hasana hasaana Khushi mein hamaari bhi, aawaaz sun na Kabhi zindagi mein koi gham na aaye Tum ko hamaari umar lag jaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye Tumhen aur kya dun main dil ke sivaay Tum ko hamaari umar lag jaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye
Mujhe jo khushi hai, tumhen kya bataaun Bhala dil ki dhadkan ko, kaise chhipaaun Kahin ho na jaaun, khushi se main paagal Tumhen dekh kar, aur bhi muskuraaun Khuda dil jalon ki, nazar se bachaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye Tumhen aur kya dun main dil ke sivaay Tum ko hamaari umar lag jaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye
Sitaaron se uncha ho, rutaba tumhaara Bano tum har ik zindagi, ka sahaara Tumhen jis se ulfat ho, mil jaaye tum ko Samajh lo hamaari, du a ka ishaara Muqaddar tumhaara, sada jag magaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye Tumhen aur kya dun main dil ke sivaay Tum ko hamaari umar lag jaaye Tum ko hamaari umar lag jaaye
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|