Song Lyrics Title : Taar Taar Baj Raha Song Lyrics Movie : School Master (1959) Singer : Manna Dey, Lata Mangeshkar Music By : Vasant Desai Lyricist : Kavi Pradeep
mp3 songs
tar tar baj raha dil ke sur bahar ka gungunale aa piya geet aaj pyar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya
tar tar baj raha dil ke sur bahar ka gungunale aa piya geet aaj pyar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya
aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya lutle aaj maja is bahar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya
samjh le sajan ye jawani ka isara jawani ka isara ye wo umar hai jo nahi aaye dobara nahi aaye dobara aa piya sajaniya aa piya sajaniya
ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe ho dil se dil mila hai jab fir judai kyu sahe ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe ho dil se dil mila hai jab fir judai kyu sahe aaj ke mausam ke kam kya intzar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya
Posted by: {Anju}
|