Song Title = Sada Rahe Din Movie/Album = Sawan Bhadon (1949) Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Song Lyricists Mulkraj Bhakri Music Director = Bhagatram Batish, Husnlal Batish Director = Kishore Sahu
Mp3 Songs Lyrics
((Sada rahen din yahi hamaare Sada rahen yahi raaten Balam ji Sada rahen yahi raaten Uljhe rahe nainon se naina Dil se ho dil ki baaten Ho sajni Dil se ho dil ki baaten Sada rahen din yahi hamaare Sada rahen yahi raaten Balam ji Sada rahen yahi raaten
Phooli phhali hai man ki bagiyaa Aa aa aa Aa aa aa Umad rahi hai jeewan nadiyaa Umad rahi hai jeewan nadiyaa Barkha prem ki barse Jaise saawan ki barsaaten Balam ji Saawan ki barsaaten Barkha prem ki barse Jaise saawan ki barsaaten Balam ji Saawan ki barsaaten Sada rahen din yahi hamaare Sada rahen yahi raaten Balam ji Sada rahen yahi raaten
Phool bani hai kali ye khilke Ae ae ae Ae ae ae Do dil ek huye hain milke Do dil ek huye hain milke Bhanwre ki ab kali se hongi Nis din preet ki ghaaten O sajni Nis din preet ki ghaaten Bhanwre ki ab kali se hongi Nis din preet ki ghaaten O sajni Nis din preet ki ghaaten
Sada rahen din yahi hamaare Sada rahen yahi raaten Balam ji Sada rahen yahi raaten Sada rahen din yahi hamaare Sada rahen yahi raaten Balam ji Sada rahen yahi raaten...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|