Song Title = Are Logo Tumhe Kya Hai Movie/Album = Santosh (1984) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Manoj Kumar Music Composer = Laxmikant, Pyarelal Director = Balbir Wadhawan Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane are logo tumhe kya hai tumhe kya hai tumhe kya hai ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
idhar bijli chamkti hai udhar megha barsta hai akele dil tadpata hai akele dil tadpata hai ya mai janu ya vo jane kadar bulbul ke gane ki bahla saiyad kya jane jo aashik hai samjhta hai aashik hai samjhta hai ya mai janu ya vo jane are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
hamare marne jine ka tumhe kyu fikr hai itna hame kis or jana hai hame kis or jana hai ya mai janu ya vo jane hamare haal pe chodo are chhodo ye hamdardi tumhare dil me kya kya hai tumhare dil me kya kya hai ya mai janu ya vo jane are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane..))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|