Song Lyrics Title : Aisi Jaldi Bhi Kya Hai Song Lyrics Movie : Professor Ki Padosan (1993) Singer:Anup Jalota, Lata Mangeshkar, Alka Yagnik, Padmini, Sudesh Bhosle, Kavita Krishnamurthy Lyricist:Gulshan Bawra Music Director:R D Burman
mp3 songs
aisi jaldi bhi kya hai sanam jara athrah ki hone to do aisi jaldi bhi kya hai sanam jara athrah ki hone to do abhi darti hu mai wada karti hu mai abhi darti hu mai wada karti hu mai jo kahoge ji mangungi wo jara athrah ki hone to do
ho aisi jaldi bhi kya hai sanam jara athrah ki hone to do abhi darti hu mai wada karti hu mai abhi darti hu mai wada karti hu mai jo kahoge ji mangungi wo jara athrah ki hone to do
in isharo se mujhko na bahkaiye meri bali umar pe raham khaiye in isharo se mujhko na bahkaiye meri bali umar pe raham khaiye waqt aane pe mai pas aa jaungi dur se hi abhi saukh farmaiye aapse hai meri iltiza aise has has ke mat jan lo abhi darti hu mai wada karti hu mai abhi darti hu mai wada karti hu mai jo kahoge ji mangungi wo jara athrah ki hone to do
abhi phulo pe wo rang aaya nahi nasha chadti jawani ka chaya nahi abhi phulo pe wo rang aaya nahi nasha chadti jawani ka chaya nahi aap inko meri berukhi na kahe hal dil aapse to chupaya nahi aur bhi aayega phir maza aur thodi si dhiraj dharo aur bhi aayega phir maza aur thodi si dhiraj dharo
abhi darti hu mai wada karti hu mai abhi darti hu mai wada karti hu mai jo kahoge ji mangungi wo jara athrah ki hone to do ho aisi jaldi bhi kya hai sanam jara athrah ki hone to do abhi darti hu mai wada karti hu mai abhi darti hu mai wada karti hu mai jo kahoge ji mangungi wo jara athrah ki hone to do
Posted by: {Anju}
|