Song Lyrics Title : Lage Unki Suratiya Kitni Bhali Movie/album = Maa Baap (1960) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Rajendra Krishan Music Director = Chitragupta Shrivastava Director = V.M. Vyas
Mp3 Song Lyrics
((Ek tasveer ek murat hai Haye vo kitni khubsaurat hai...
Lagi unki suratiya kuch Aisi bhali Lagi unki suratiya kuch Aisi bhali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali...
Ho lage unki suratiya Kuch aisi bhali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali...
Bate vo karte hai Aisi kamal ki Jaise umariya ho Pandhra sal ki Bate vo karte hai Aisi kamal ki Jaise umariya ho Pandhra sal ki Soch le soch le Nikale chonchle Isi liye to kahi dal na gale Lagi unki suratiya kuch Aisi bhali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali...
Chipku bhi aise ke jane ka Nam na le Ghadi hai bandh rakhi Lekin kam na le Chipku bhi aise ke jane ka Nam na le Ghadi hai bandh rakhi Lekin kam na le Jaha bhi tham gaye Samjho ke jam gaye Din se rat hui Rat si dhali Lagi unki suratiya kuch Aisi bhali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali...
Rakhte hai tajurba Vo har bat ka Dekhnge darwaja Kabhi hawalat ka Rakhte hai tajurba Vo har bat ka Dekhnge darwaja Kabhi hawalat ka...
Mufat ka bangala Bahar jangala Khaynge baithe baithe muh ki Tali Lagi unki suratiya kuch Aisi bhali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali Jaise kauae ki chonch Me anaar ki kali...))
Posted by : {Soni Kumari}
|