Song Lyrics Title = Duniya Hamare Pyar Ki Song Lyrics Movie = Lahore (1949) Singer = Karan Deewan, Lata Mangeshkar Music By = Shyam Sundar Lyricist = Rajinder Krishan
mp3 songs
duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe mai.n bhii vahii.N rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe 2
do din kii zi.ndagii hai ise yuu.N guzaar de 2 uja.Dii huii ye pyaar kii raahe.n sa.Nvaar de 2 ham tum yahaa.N rahe naa rahe is kaa Gam nahii.n lekin hamaare pyaar kaa baakii nishaa.N rahe mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe duniyaa hamaare pyaar kii yuu.Nhii javaa.N rahe mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe
duniyaa me.n chho.D jaaye.nge ham vo nishaaniyaa.N 2 ban jaaye.ngii jo pyaar kii miiThii kahaaniyaa.N 2 duniyaa hamaare baad hame.n yuu.N karegii yaad do pyaar karane vaale hai.n par ek jaa.N rahe mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe duniyaa hamaare pyaar kii yuu.Nhii javaa.N rahe mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe duniyaa hamaare pyaar kii...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|