Song Lyrics Title = Saiyan Na Chhedo Dil Ke Taar Song Lyrics Movie = Krorepati (1936) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Hasrat Jaipuri Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Director = Mohan Segal Music Label = Saregama Starring = Kishore Kumar, Shashikala, Kum Kum, Alhad Radha Krishnan
mp3 songs
Saiyyan na chhedo dil ke taar Saiyyan na chhedo dil ke taar Paiyyan padoon tore Binti karoon tori Mat kar mujhe beqaraar Saiyyan na chhedo dil ke taar Saiyyan na chhedo dil ke taar Paiyyan padoon tore Binti karoon tori Mat kar mujhe beqaraar
Aaj bahaaren gaati jaayen Haaye re dil behkaati jaayen Tum bhi hamein tarsaao baalma Woh bhi hamein tadpaati jaayen Ab to saha na jaaye mausam Ab to saha na jaaye Apna bana le ae dildaar Saiyyan na chhedo dil ke taar Paiyyan padoon tore Binti karoon tori Mat kar mujhe beqaraar
Aao gagan ko choomein hum Baadal rath par ghoomein hum Chaand sooraj bhi pyaar lutaayen Jag jhoome aur jhoomein hum Tum mujh mein kho jaao baalam Main tum mein kho jaaun Yeh hi hai dil ki pukaar Saiyyan na chhedo dil ke taar Paiyyan padoon tore Binti karoon tori Mat kar mujhe beqaraar...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|