Song Lyrics Title : Tum Asha Vishvas Hamare Song Lyrics Movie : Lal Salaam (2002) Singer : Lata Mangeshkar Music By : Hridaynath Mangeshkar Lyricist : Gulzar
mp3 songs
naam na jane dham na jane jane sewa pooja jane bas itna ajan hum ek bin nahi duja tum asha vishwas hamare tum dharti aakash hamare tum dharti aakash hamare rama tum asha vishwas hamare tum dharti aakash hamare
taak maat tum bhandu bharat ho divas raatri sandhya parbhat ho taak maat tum bhandu bharat ho divas raatri sandhya parbhat ho deepk suraye chandar tarak me rama tumahi jyoti parkash hamare rama tum asha vishwas hamare tum dharti aakash hamare
saanso me tum aate jate ek tumahi se hai sab naate saanso me tum aate jate ek tumahi se hai sab naate jiwan van ke har patjhar me rama ek tumahi madumas hamare rama tum asha vishwas hamare tum dharti aakash hamare
tumahi sab me hai tum me sab tum hi bhav ho tumahi rab tumahi sab me hai tum me sab tum hi bhav ho tumahi rab asaru hamari aankho me tum rama tum hontho par hass hamare tum asha vishwas hamare rama hamare, data hamare tum asha vishwas hamare
Posted by: {Anju}
|