Song Lyrics Title = Marnewala Hai Bhagwan Movie/album = Hari Darshan (1972) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah Director = Chandrakan
Mp3 Song Lyrics
((Shraddha rakho jagat ke logo Apne dina nath me Humari jiwan martyu ab uske haat me Marne vala hai bhagwan Bachane vala hai bhagwan Marne vala hai bhagwan Bachane vala hai bhagwan Bal na baka ho saka uska Jiska raksak nihal Marne vala hai bhagwan Bachane vala hai bhagwan...
Tyag do rey khali phal ki asha Savarth bina parit jodo Kal kya hoga iski chinta Jagat pita par chhodo Kya honi hai kya anhoni Kya honi hai kya anhoni Sab ka usko gayan Marne vala hai bhagwan Bachane vala hai bhagwan Marne vala hai bhagwan Bachane vala hai bhagwan...
Jal thal aagan akash pawan par Keval uski sata, keval uski sata Jal thal aagan akash pawan par Keval uski sata Parbhu iccha ke bin Yaha hil na sake ek ptaa Hil na sake ek ptaa Usi ka socha yaha pe hoga Usi ka socha yaha pe hoga Uski skati mahan Marne vala hai bhagwan Bachane vala hai bhagwan Marne vala hai bhagwan Bachane vala hai bhagwan...
Bhagwan dayavan bhagwan dayavan Bhagwan dayavan bhagwan dayavan Marne vala hai bhagwan Bachane vala hai bhagwan Bhagwan dayavan bhagwan dayavan...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|