Song Lyrics Title = Apna Hari Hai Hazar Hathwala Movie/album = Hari Darshan (1972) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah Director = Chandrakan
Mp3 Song Lyrics
((Mai kahta danke ki chhoat par Mai kahta danke ki chhoat par Dayan se sunio lala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala...
Kya kahna samrath sayi ka Kya kahna samrath sayi ka Kya se kya kar dala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala...
Kon batore kankar pathar Kon batore kankar pathar Jab ho hath me hira Jab ho hath me hira Kanchan sada rahega kanchan Kanchan sada rahega kanchan Or kadhir kadhira Or kadhir kadhira sacha ke jhut ka nikala Sacha ke jhut ka nikala Har dam diwala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala...
Mai kahta danke ki chhoat par Dayan se sunio lala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala...
O koi jhuka nahi sakta jag me Koi jhuka nahi sakta jag me Apne parbhu ka jhanda Apne parbhu ka jhanda Jo usko chhedega uske Jo usko chhedega uske sir pe padega danda Sir pe padega danda Yugo se yugo se is dharti par Uski ka hai bol bala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala...
Mai kahta danke ki chhoat par Dayan se sunio lala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala hai rakhvala Kya marega marne vala Kya marega marne vala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|