Song Lyrics Title = Ham Jaisa Kaun Hoga Song Lyrics Movie = Gauna (1950) Singer = Lata Mangeshkar Music By = Husnlal Bhagatram Lyricist = Qamar Jalalabadi
mp3 songs
hum jaisa kaun hoga zamane me badnasib manzil se dur ho gaye manzil ke samne agar dil kisi par lutaya na hota agar dil kisi par lutaya na hota agar dil kisi par to ashko ka dariya bahaya na hota agar dil kisi par lutaya na hotaa agar dil kisi par
jo malum hota ke hoga andhera ke hoga andhera jo malum hota ke hoga andhera ke hoga andhera chirage mohabbat jalaya na hota chirage mohabbat jalaya na hota agar dil kisi par
o dunia ke malik juda tha jo karna juda tha jo karna o dunia ke malik juda tha jo karna juda tha jo karna to acha tha unse milaya na hota to acha tha unse milaya na hota agar dil kisi par to ashko ka dariya bahaya na hota agar dil kisi par lutaya na hotaa agar dil kisi par...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|