Song Lyrics Title = Mushquil Me Pad Gayi Jaan Movie/album = Devar (1966) Singers = Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar Song Lyricists = Anand Bakshi Music Composer = Roshanlal Nagrath (Roshan) Director = Mohan Segal Starring = Dharmendra, Kishore Kumar, Sharmila Tagore
Mp3 Song Lyrics
((Main ne jharokhe se Kyun jhaanka main kitni nadan Saamne chhat se dekh Raha tha mujhko wo beimaan Main mar gayi mushqil Mein pad gayi jaan Haay haay mushqil Mein pad gayi jaan Chal gaye nainon Ke teer kamaan Main mar gayi mushqil Mein pad gayi jaan Haay haay mushqil Mein pad gayi jaan...
Wo roz chhat par Aane laga aane laga Haathon se haay dil Jaane laga jaane laga Ban ke hawa ka jhonka koyi Zulfien meri bikhraane laga Bikhraane laga Ulfat mein hai dhokhaa Na ja na ja main ne roka Par thhehra na dil anjaan Main mar gayi mushqil Mein pad gayi jaan Haay haay mushkil Mein pad gayi jaan Chal gaye nainon Ke teer kamaan Main mar gayi mushqil Mein pad gayi jaan...
Koshish bahut ki uss ne magar Uss ne magar milne Nahin di main ne nazar Main ne nazar ik Roz lekin tauba meri Baithi huyi thi main bekhabar Main bekhabar Aise mein wo aake Meri aankhon mein sama ke Ban baitha mera mehmaan Main mar gayi mushqil Mein pad gayi jaan Haay haay mushqil Mein pad gayi jaan Chal gaye nainon Ke teer kamaan Main mar gayi mushqil Mein pad gayi jaan Haay haay mushqil Mein pad gayi jaan...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|