Song Lyrics Title : Teri Chamakti Aankho Ke Song Lyrics Movie : Chhote Babu (1957) Singers-Lata,Talat Mehmood Lyrics-Indeewar MD-Madan Mohan
mp3 songs
aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa
aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa
aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa
teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahi ho ho ho ho tu jo badhaa de haath zaraa, duniyaa ke sahaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahi
maan liyaa dilkash hain bahut, ye raat haseen ye chaand jawaan baat jo dekhi hai tujh mein, nazaaron mein wo baat kahaan saamne mere tu ho agar, duniyaa ke nazaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahi aaa aaa aaa aaa aaa aaa
saath hai mere tu jab tak, roshan hain jeewan ki raahen saath hai mere tu jab tak, roshan hain jeewan ki raahen kyun ho mujhe manzil kaa gham, patwaar hain jab teri baahen maanjhi hai gar tu naiyyaa kaa, toofaan ke dhaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahi
baandh liyaa bandhan mein tumhen, bas mein kar liyaa bahaaron ko hai ye wo bandhan jo kar de aazaad ghamon ke maaron ko pyaar ki tere chhaanv mile to gham ke sharaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin
|