Song Lyrics Title = Muskurati Zindagi Ko Chhod Ke Song Lyrics Movie = Baghi Sipahi (1958) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Hasrat Jaipuri Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Director = Bhagwan Das Varma Music Label = Saregama Starring = Madhubala, Chandrashekhar, Gope, Nishi, Om Prakash, Purnima, Ranjan, D.K. Sapru
mp3 songs
Sharab e ishk ke aage maja kya kadwe pani ka Nasha samjho na tum jalim Nasha hai ye jawani ka Muskurati jindagi ko chod ke na ja Dil hamari arazu ka tod ke na ja Aankho ki lila bhar de jara Aankho ki lila bhar de jara Aaja aaja saki aa
Husn benakab hai ishk par sabab hai Ishk par sabab hai Chand ka jawab mai hu mera kya jawab hai Mera kya jawab hai Aise me dilbar muh na chupa Aise me dilbar muh na chupa Aaja aaja saki aa
Tu hai dil ke tar me Dar ki pukar me Dar ki pukar me Mujhpe yu sitam na kar is jawan bahar me Is jawan bahar me Thukra na mujhko aye jalima Thukra na mujhko aye jalima.
Posted by : Priyanka Shukla
|