Song Lyrics Title : Unhe Kho Kar Dukhi Dil Ki Dua Song Lyrics Movie : Angaarey (1954) Singer(s): LATA MANGESHKAR
mp3 songs
unhe khokar dukhi dil ki dua se aur kya maanguun main hairaan hoon ki aaj apani vafa se aur kya maanguun
girahbaan chaak hai, aankhon mein aansu lab pe aahe hain- 2 yahi kaafi hai, duniya ki hava se aur maanguun unhe khokar
meri barbaadiyon ki daastaan, un tak pahunch jaae siva isake mohabbat ke kuda se aur kya maanguun unhe khokar
|