Song Lyrics Title : Neend Kabhi Rehti Thi Song Lyrics Movie : Aasra (1966) Singer : Lata Mangeshkar Music By : Laxmikant Pyarelal Lyricist :Anand Bakshi
mp3 songs
nind kabhi rahti thi aankho me ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya chain kabhi rahta tha is dil me ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya
log mujhse kahe dekho udhar nikla hai chaand kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand chand kabhi rahta tha nazro me ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya
jhuth boli pavan kahne lagi aayi bahaar ham baag me gaye dekha vaha pyaar hi pyaar phool rahte honge chaman me kabhi ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya
baat pahle bhi aur tufaan se darte the ham baat ab aur hai ab hai hame kaahe ka gam saath kabhi maanjhi the sang lekin ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya nind kabhi rahti thi aankho me ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya..
Posted by : {Anamika Tyagi}
|