Song Title = Jeevandata Jagat Pita Tum Movie/Album = Sharafat (1970) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Anand Bakshi Music Director = Laxmikant Pyarelal Director = Asit Sen
Mp3 Songs Lyrics
((Jivan data jagat pita tum Jivan data jagat pita tum Main santan tihari tihari Main santan tihari
Tum been mori kaun khabar le Tum been mori kaun khabar le Puchhe ek dukhhari main haari Main santan tihari tihari Main santan tihari
Yogya nahi jo main Tumhare barat ke Yogya nahi jo main Tumhare barat ke Tumhe diya kyu mohe janam yeh Tumhe diya kyu mohe janam yeh Hai yeh dukh mera ya bhagwan Yeh hai phul tihare Main santan tihari main hari Main santan tihari
Tum bin nahi sukh jivan ka Tum bin nahi sukh jivan ka Chit tan mere haal hai man ka Chit tan mere haal hai man ka Jaise kisi pone mandir mein Jaisa koi pujari pujari Main santan tihari main hari Main santan tihari
Jivan data jagat pita tum Jivan data jagat pita tum Main santan tihari tihari Main santan tihari...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|