Song Lyrics Title = Mere Dil Ne Jo Mangi Song Lyrics Movie = Rakhwala (1971) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai) Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah Director = Adurthi Subba Rao Music Label = Saregama Starring = Dharmendra, Leena Chandavarkar, Vinod Khanna Release on = 12th August, 1971
mp3 songs
Mere dil ne jo manga mil gaya Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
Mooh chupakar gaya hai andhera, mere jeevan ka aaya
sawera Mooh chupakar gaya hai andhera, mere jeevan ka aaya
sawera Aaj kadamon mein jhukane laga aasamaa Aaj kadamon mein jhukane laga aasamaa Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuch bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
Dheere dheere mere sapane ek naya rang aankho mein
laaye Meethe meethe koi nagamein dil ki veeraan vaadi
mein gaaye Dekhte dekhte kaisa badala sama Dekhte dekhte kaisa badala sama Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
Ye naya mod hai zindagi ka chha raha hai nasha
bekhudi ka Ye naya mod hai zindagi ka chha raha hai nasha
bekhudi ka Ab to phoolon mein hoga mera aashiyaan Ab to phoolon mein hoga mera aashiyaan Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa Mere dil ne jo manga mil gaya Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa.....
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|