Song Lyrics Title : Bichhuwa More Sajna Ka Pyar Song Lyrics Movie : Radha Ka Sangam (1992) Film cast : Govinda, Juhi Chawla, Kirti Kumar, Satyen Kappu, Kiran Kumar, Mala Sinha, Disco Shanti Singer : Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar, Nitin Mukesh, lata Mangeshkar, Kirti Kumar, Sukhwinder Singh Lyricist : Shaily Shailendra, Hasrat Jaipuri, Prayag Raj, Kirti Kumar Music Director : Anu Malik Film Director : Kirti Kumar Film Producer : Kirti Kumar
mp3 songs
bichuwa more sajana ka pyar sajana ka pyar sajana ka pyar dank jo mare lage katar bichuwa mori sajani ka pyar sajani ka pyar sajani ka pyar dank jo mare lage katar bichuwa more sajana ka pyar sajana ka pyar
rom rom pe naam likha hai dekh ja aake sham likha hai rom rom pe naam likha hai dekh ja aake sham likha hai karti hu mai intejar bichuwa more sajana ka pyar sajana ka pyar dank jo mare lage katar bichuwa mori sajani ka pyar sajani ka pyar sajani ka pyar
dil pathar ka ro ke rahega radha ka sangam ho ke rahega dil pathar ka ro ke rahega radha ka sangam ho ke rahega mujhko to hai aitbar bichuwa mori sajani ka pyar sajani ka pyar sajani ka pyar bichuwa more sajana ka pyar sajana ka pyar sajana ka pyar
ban gayi ankhiya ganga jamuna mushkil hai asuan ka thamna ban gayi ankhiya ganga jamuna mushkil hai asuan ka thamna gham hai mujhe besumar bichuwa more sajana ka pyar sajana ka pyar dank jo mare lage katar bichuwa bichuwa more sajana ka pya sajani ka pyar
Posted by : {Anju}
|