Song Lyrics Title : Din Suhane Mausam Bahar Ka Song Lyrics Movie : Poonam (1952) Singer:Lata Mangeshkar Lyricist:Hasrat Jaipuri, Shailendra Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal Film Director: D M Sadiq
mp3 songs
din suhane din suhane ye mausam bahar ka din suhane ye mausam bahar ka dil ye chahe mai gau geet pyar ka dil ye chahe mai gau geet pyar ka ho geet pyar ka din suhane ho din suhane ye mausam bahar ka
ye dhadkan ye masti ye halchal ye dhadkan ye masti ye halchal ye jawani pe khusiyo ka aachal ye jawani pe khusiyo ka aachal kahna kya jindagi ke singar ka kahna kya jindagi ke singar ka mausam bahar ka din suhane din suhane ye mausam bahar ka din suhane ye mausam bahar ka
ji ye chahe ke apna ho koi ji ye chahe ke apna ho koi nind me pyara sapna ho koi nind me pyara sapna ho koi or maja ho kisi ke intzar ka mausam bahar ka din suhane din suhane ye mausam bahar ka din suhane ye mausam bahar ka
khil uthi dil ki khamosh kaliya khil uthi dil ki khamosh kaliya jagmagai gayi ummido ki galiya jagmagai gayi ummido ki galiya ye machalna dil e bekarar ka ye machalna dil e bekarar ka mausam bahar ka din suhane din suhane ye mausam bahar ka din suhane ye mausam bahar ka dil ye chahe mai gau geet pyar ka dil ye chahe mai gau geet pyar ka ho geet pyar ka din suhane ho din suhane ye mausam bahar ka
Posted by: {Anju}
|